Manjil samne thi toh
Jindagi chal padi
Pichhe chhut gyi sara jamana.....🌹
Dhundla dhundla sa lag raha sab
Aansu bhari ankho se
Na mili sukoon , na mili innayat..
badal gayi mera ruksana....
💐💐💐💐💐💐
24/06,
Sabko khus rakhte rakhte
Umra dhal gayi
Aansu chhupate chhupate
Jindagi thak gayi
Na janpayi meri manjil
Na jan payi taqdeer
Bas saath nibhate nibhate
Din ..... ayise hi gujar gayi...
-------------------------------------
24/06
Pyaar ko izhar kiya to gam mila
Aitbar kiya toh dhoka mila
Ek din tum v fariyaad karoge..
Mere pyar ko jaroor qubul karoge.
Tab na me hogi
Na mera pyar...
Mere yaad me tum waqt barbaad karoge
🌹🌹🌹🌹🌹🌹
24/06
Bhagwan ka faisla
Lajawab hai
Mere sabra ke phal kabhi meetha nahi hota
Kyoun ki mujhe
Diabetes hai.......
______________________
24/06
Bepanha pyar kiya aap se
Aap to beparwa nikle.
Thodisi toh mangi thi khusi..
Aansu Kyun jholi me bhar dale???????
________________________
24/06
Bin mange na milta hai kuchh
Mangna meri nawaiz ho gayi
Dil mera muskrakar kahta hai.
Aap aab toh bhikari ban gayi
😀😀😀😀😀
Kya baat
ReplyDeleteЁЯШБЁЯШБЁЯШБЁЯШБ
ReplyDelete